Chupke Chupke raat din
Poet: Ghulam Ali
[Intro] Hmm, hmm, aah, hmm Hmm, hmm, aah, aah, aah, aah [Chorus] Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai Hum ko ab tak aashiqi ka woh zamana yaad hai Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai [Verse 1] Kheench lena woh mera parde ka kona dafatan Kheench lena woh mera parde ka kona dafatan Aur dopatte se tera woh moon chupana yaad hai [Chorus] Hum ko ab tak aashiqi ka woh zamana yaad hai Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai [Verse 2] Dopahr ki dhoop mein mere bulane ke liye Dopahr ki dhoop mein mere bulane ke liye Woh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai [Chorus] Hum ko ab tak aashiqi ka woh zamana yaad hai Chupke chupke raat din aan
