Moh Moh ke Dhaage
Poet: Varun Grover
Moh moh ke dhaage Yeh moh moh ke dhaage Teri ungliyon se ja uljhe Koi toh na laage Kis tarah girah yeh suljhe Hai rom rom ik taara Jo baadalon mein se guzre Tu hoga zara paagal Tune mujhko hai chuna Kaise tune ankaha Tune ankaha sab suna Tu din sa hai, main raat Aa na dono mil jaayein Shaamon ki tarah Yeh teri jhooti baatein Main saari maan loon Aankhon se tere sach sabhi Sab kuch abhi jaan loon Tez hai dhara Behte se hum awaara Aa thaam ke saansein le yahaan
